Allah Ta'ala Ki Baargah me Uske Mehboob Bando ko waseela banana 6⃣
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Allah Ta'ala Ki Baargah me Uske Mehboob Bando ko waseela banana 🥀* *✔ Hadees No. 06* ✏️Hazrate Sa'ad Ibne Abi Waqaas رضي الله عنه se riwayat hai ki Rasoolullah ﷺ ne farmaya ki tumhari Madad ki jaati hai aur tumhe Rozi Milti hai ye sab tum mein ke kamzor Logo ka waseela hai 📚 Sahih Bukhari Kitabul Jihaad Saca 405 ➡ Yahan Bhi Baat Kaabile Gour hai ki "Jungo mein kamzor aur neko ke waseele se madad chahna " Goyaa Hazrate Imaam Bukhari ke aqeede mein bhi Mehboobane Khuda ko bargahe Khuda mein Waseela Banana yaqeenan pasandeeda hai 🌴 Jab Unke Gadaa Bhar Dete Hain Shaaane Zamana Ki Jholi Mohtaj Ka Jab Ye Aalam Hain To Mukhtar Ka Aalam Kya Hoga Chahe To Isharo Se Apne Kaaya Hi Palat De Duniya Ki Ye Shaan Hain Unke Gulamo Ki Sardar Ka Aalam Kya Hoga🌴 *Part End....* 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*