Allah Se Dua Karne MeKisi Nabi Ya Wali KoBataure Wasile Ka ZikrKarna Jaiz Hai
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
🥀 *Waseela Kya Hai* 🥀
★ Allah Se Dua Karne Me
Kisi Nabi Ya Wali Ko
Bataure Wasile Ka Zikr
Karna Jaiz Hai.
-: (Tirmizi, Jild-2, Safa-198) ★ Wasile se Dua
Kabool
Hoti Hai : Farman-e-
Quraan -e-Kareem ★
Al-Quran » Allah
Paak Ka Irshad-e-Aalish an Hai Jis Ka Mafoom
Hai
“Tumhara Madadgar Allah, Uska Rasool Aur
Saleh Momineen Hain”
-: (Sura-E-Maida:
Ayat-55) Al-Quran » Beshaq
Allah Bhi Madadgar Hai
Aur Hazrat Jibraeel Alaihis Salam Bhi
Madadgar Hain Aur
Tamam Auliya Allah Bhi Madadgar Hain”
-: (Sureh: Tehreem,
Aayat-4)
Al-Quran » Aye Imaan Waalo, ALLAH se
Daro Aur Uski Taraf Waseela Talaash Karo”
-: (Sureh Ruku, Ayat-10)
Allah Ki Taraf Waseela
Sarkar (Sallallahu Ta’ala
Alayhi Wasallam) Hain Aur Sarkar Ki Taraf Wasila
Sachcha Peer Hai.
★ Farmaan-E-Gaus- E-
Aazam (Radiyallahu
Ta’ala Anhu)
Jab Tum Khuda Se Koi Haajat Talab Karo Toh
Mere Wasile Se Talab
Karo
-: (Bahjatul Asrar
Safa.57)
★ Nabi-E-Paak (Sallallahu Ta’ala Alayhi
Wasallam)
Ne Farmaya: Jab Azaan Suno Toh
Jawaab Do, PhirMujh Par
Durood Padho. —
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें